Agar Ulti Bhi Ho Ai Mashriqi Tadbir Sidhi Ho
agar ulti bhi ho ai ‘mashriqi’ tadbir sidhi ho magar ye shart hai insan ki taqdir sidhi ho samajh men
agar ulti bhi ho ai ‘mashriqi’ tadbir sidhi ho magar ye shart hai insan ki taqdir sidhi ho samajh men
aa kidhar hai tu saqi-e-makhmur bhar ke de jam-e-bada-e-angur koi jam-e-sharab aisa pila jis se shadi kare dil-e-ranjur ranj-e-geti se
hain bahut dekhe chahne vaale par mile kam nibahane vaale ham tumhare hon chahne vaale tum agar ho nibahane vaale
dekha kisi ka ham ne na aisa suna dimagh in sang-dil buton ka hai allah kya dimagh karta nahin tamiz
bosa dete ho agar tum mujh ko do do sab ke do jiibh ke do sir ke do rukhsar ke
ba-juz saaya tan-e-laghar ko mere koi kya samjhe miri surat ko mahfil men vo naqsh-e-boriya samjhe ham us ko apne
jis ka rahib shaikh ho but-khana aisa chahiye mohtasib saaqi bane mai-khana aisa chahiye rakhta hai sar-khush hamen ek chashm-e-maigun
kaali ghata kab aaegi fasl-e-bahar men ankhen safed ho gaiin is intizar men kyuun kar qarar aae dil-e-be-qarar men tum
jo tumhen yaad kiya karte hain ah-o-fariyad kiya karte hain kaam un ka hai shab-o-roz yahi sitam ijad kiya karte
ilahi khair ho vo aaj kyuun kar tan ke baithe hain kisi ke qatl karne ko bhabhuka ban ke baithe