Abr Utra Hai Chaar-Su Dekho

abr utrā hai chār-sū dekho ab vo nikhregā ḳhūb-rū dekho surḳh īñToñ pe nāchtī bārish aur yādeñ haiñ rū-ba-rū dekho