Yun Na Ranj-O-Malal Kijiyega

yuuñ na rañj-o-malāl kījiyegā yuuñ na jiinā muhāl kījiyegā jin kā koī javāb mumkin ho ham se aise savāl kījiyegā