Raushni Meri Hua Chahti Hai

raushnī merī huā chāhtī hai bas vo darvāza khulā chāhtī hai qatl hone se bachā chāhtī hai merī tanhā.ī duā

Muddaton KHub Aazmati Hai

muddatoñ ḳhuub āzmātī hai phir mohabbat samajh meñ aatī hai ruup apnā ujālne ke liye zindagī dhuup meñ nahātī hai