Main Hijab-E-Guman Tu Hijab-E-Yaqin

maiñ hijāb-e-gumāñ tū hijāb-e-yaqīñ likh mirī ruuh par iztirāb-e-yaqīñ jab muqaddar meñ be-nūr ta.abīr thī kyoñ dikhā.e ujāloñ ne ḳhvāb-e-yaqīñ