Ishq Ki Bargah Tak Pahuncha

ishq kī bārgāh tak pahuñchā husn jā-e-panāh tak pahuñchā dil ke hāthoñ vo shoḳh bhī āḳhir mere hāl-e-tabāh tak pahuñchā

Shikwa-E-Gham Ka Asar Yaad Aaya

shikva-e-ġham kā asar yaad aayā husn-e-mahjūb-e-nazar yaad aayā ashk-e-ḳhūnāb-asar yaad aayā laḳht-e-dil laḳht-e-jigar yaad aayā paañv kā hosh na sar

Kya Qayamat Hai Gham Ki Girai

kyā qayāmat hai ġham kī gīrā.ī hañsnā chāhā to aañkh bhar aa.ī un kī yādoñ kī jalva-ārā.ī kitnī raushan hai