Kal Humse Mulaqat Mein Wo Yar Jo Ki Bahs
kal ham se mulaqat men vo yaar jo ki bahs main bhi vahin ik baat men bezar ho ki bahs
kal ham se mulaqat men vo yaar jo ki bahs main bhi vahin ik baat men bezar ho ki bahs
mah-ru yaan hazar ko dekha ham ne ab tak na yaar ko dekha umr bhar muntazir rahe us ke raah
kisi ka ek hai dushman to dost-dar hai ek hamara hijr adu ek vasl yaar hai ek jahan men shadi
mera shahid vo hamen ayyar aata hai nazar ham ko ham paate nahin jab yaar aata hai nazar kasrat-e-shauq-e-mohabbat men
nahin hai mujh ko ai jamshed tere jaam se kaam jahan-numa hai mujhe apne khush-khiram se kaam sabhi to diin
shama raushan jism-e-fanus-e-khayali men hai aaj ruuh juun misl-e-magas makdon ki jaali men hai aaj ham nahin hargiz hubab-e-bahar-e-imkan dahr
sunte hi dil ho gaya us yaar ka asrar mast hoshiyari kya kare jab dil ho sau sau baar mast