Arsh O Kursi Ki Khabar Lae Hain Lane Wale
arsh o kursi ki khabar laae hain laane vaale ek muusa hi na the tuur ke jaane vaale tuur ko
arsh o kursi ki khabar laae hain laane vaale ek muusa hi na the tuur ke jaane vaale tuur ko
aaj mehndi lagae baithe hain khuub vo rang laae baithe hain mere aate hi ho gae barham kuchh kasi ke
bais-e-tark-e-mulaqat batao to sahi chahne vaala koi ham sa dikhao to sahi kaisi hoti hai mohabbat nahin maalum tumhen ek
bata tu dil ke bachane ki koi raah bhi hai tiri nigah ki navak-fagan panah bhi hai saza ke vaste
‘anjum’ agar nahin dar-e-dildar tak pahunch ho jaae kaash rauzan-e-divar tak pahunch jaata hai koi kaabe ko aur koi su-e-dair
ba-tarz-e-dilbari be-dad kiije jafaon men ada ijad kiije hamari ajizi eajaz ho jaae payambar huun agar azad kiije ye kaisa
‘anjum’ tumhen ulfat abhi karna nahin aata har ek pe marte ho pa marna nahin aata aalam ke hasin bharte
chal base jo ki the jaane vaale ab nahin phir ke vo aane vaale mujh ko dikhla de mira akhtar-e-bakht
dam-e-rukhsat jo un se kah ke main uttha khuda-hafiz lage jhunjhla ke vo kahne bahut achchha khuda-hafiz jo main jaata
chale aao agar dam bhar ko tum to ye jaata rahe fil-faur maraz ki nahin hai ba-juz bimari-e-gham miri jaan