Aah Main Be-Qarar Kis Ka Hun
aah main be-qarar kis ka huun kushta-e-intizar kis ka huun tiir sa dil men kuchh khatakta hai dekhiyo main shikar
aah main be-qarar kis ka huun kushta-e-intizar kis ka huun tiir sa dil men kuchh khatakta hai dekhiyo main shikar
agar main janta hai ishq men dhadka judai ka to jiite ji na leta naam hargiz ashnai ka jo ashiq
husn ki gar zakat paun main to bhikari tira kahaun main ek bosa do dusra tauba phir jo mangun to
hamen kaun puchhe hai sahibo na saval men na javab men na to koi aadmi jaane hai na hisab men
ghamza-e-chashm sharmsar kahan sar to hazir hai tegh-e-yar kahan gul bhi karta hai chaak apna jaib par gareban sa taar
apne naale men gar asar hota qatra-e-ashk bhi guhar hota jin ke naame ki hai pahunch tujh tak kaash main
jis ka tujh sa habib hovega kaun us ka raqib hovega be-vatan be-rafiq be-asbab kaun aisa gharib hovega dard-e-dil ki
jitna koi tujh se yaar hoga utna hi kharab o khvar hoga har roz ho roz-e-id to bhi tu mujh
jo ham se tu mila karega banda tujh ko dua karega bosa tu de kabhu miri jaan maula tira bhala
tira ham ne jis ko talabgar dekha use apni hasti se be-zar dekha ada hi ki hasrat men sab mar