Ye Jo Rangin Tabassum Ki Ada Hai Mujh Mein
ye jo rangin tabassum ki ada hai mujh men mujh ko lagta hai koi mere siva hai mujh men khud
ye jo rangin tabassum ki ada hai mujh men mujh ko lagta hai koi mere siva hai mujh men khud
kya kahen mahfil se teri kya utha kar le gae ham mata-e-dard ko tanha utha kar le gae dhuup ka
teri yadon ne kabhi chain se jiine na diya main ne chaha to mujhe zahr bhi piine na diya yuun
na raas aai chaman-zar ki faza mujh ko mizaj-e-barq ne be-ghar bana diya mujh ko tamam umr bhatakte rahe jo
ab chaman-zar hi apna hai na sahra apna kal har ik shakh pe mumkin tha basera apna bam-o-dar tak na
dil o nigah men ik raushni si lagti hai tumhari yaad se vabastagi si lagti hai ye kya sitam hai
dilon se uthne lagega dhuan to kya hoga badal gaya kabhi rang-e-jahan to kya hoga machal gaya jo dil-e-na-tavan to
ghar se jo shakhs bhi nikle vo sambhal kar nikle jaane kis mod pe kis haath men khanjar nikle moajaza
aaj hai dahr men kya ik nai aafat ke siva bughz-o-nafrat ke siva ranj-o-musibat ke siva is tarah chhaya hua
agarche kahne ko kal kaenat apni thi haqiqatan kahan apni bhi zaat apni thi kahen to kis se kahen ham