Zarurat Be-Zarurat Bolti Hai
zarūrat be-zarūrat boltī hai jahāñ daulat ho daulat boltī hai mohabbat kār-farmā hai hamārī tire chehre kī rañgat boltī hai
zarūrat be-zarūrat boltī hai jahāñ daulat ho daulat boltī hai mohabbat kār-farmā hai hamārī tire chehre kī rañgat boltī hai
ham un se mil ke unhī ke asar meñ rahte haiñ safar se aa ke bhī jaise safar meñ rahte
ye dostī ye mohabbat ye inkisār fareb ye ham-navā ye muāvin ye mere yaar fareb qadam qadam pe ta.alluq qadam
is husn-e-be-karāñ ko ḳhudā āgahī bhī de dariyā diyā hai is ko to dariyā-dilī bhī de ḳhud ko na bhuul
ibtidā kā intihā se rābta bāñdhe hue ghar se niklā huuñ safar kā mudda.ā bāñdhe hue be-yaqīnī kā ye aalam