Thak Gae Hum Rasan-O-Dar Tak Aate Aate
thak ga.e ham rasan-o-dār tak aate aate miT ga.e ishq ke me.aar tak aate aate raah ke pech muqaddar kī
thak ga.e ham rasan-o-dār tak aate aate miT ga.e ishq ke me.aar tak aate aate raah ke pech muqaddar kī
is daur-e-ġham meñ shoḳh tabī.at kahāñ se laa.eñ har vaqt muskurāne kī aadat kahāñ se laa.eñ rāhat ho jis meñ
sochoñ ke hāthoñ kā gahnā TuuT gayā lafzoñ se lafzoñ kā rishta TuuT gayā vaqt ne nīndeñ chhīn liiñ merī
na ḳhat likhe na diye un ko taar ab ke baras guzar ga.ī yuuñ hī saarī bahār ab ke baras
allāh allāh ḳhūn-e-ġharībāñ har taraf ho rahā hai charāġhāñ hashr-bar-dosh mahshar-ba-dāmāñ aane vaalā hai phir koī tūfāñ vaqt har zaḳhm-e-dil
to phir kyā rāh-e-hastī meñ koī nāzuk maqām aayā zabāñ par aaj ye be-sāḳhta kyoñ un kā naam aayā kahāñ
hausla de de ke ūñchā merā sar us ne kiyā zulm ke aage mujhe sīna-sipar us ne kiyā pyaar se
pur-kaif anjuman hai mirī anjuman abhī hai sāz-e-dil pe yaad tirī naġhma-zan abhī āmāj-gāh-e-fitna-o-shar hai vatan abhī rahbar ke bhes
yaqīn-e-husn liye rañg-e-e’tibār liye ḳhizāñ ne aaj bahāroñ ke ruup dhaar liye hayāt jin ke tasavvur se kaañp uThtī hai
utne hī āsān kar letā hai ġham ke marhale jis kā jitnā azm-o-himmat jis ke jitne hausle haa.e fitrat ke