Mah-Jabinon Ki Adaon Se Ulajh baiTha Hun
mah-jabīnoñ kī adāoñ se ulajh baiThā huuñ is kā matlab hai balāoñ se ulajh baiThā huuñ bāb-e-tāsīr se nākām palaT
mah-jabīnoñ kī adāoñ se ulajh baiThā huuñ is kā matlab hai balāoñ se ulajh baiThā huuñ bāb-e-tāsīr se nākām palaT
jiit baḳhshe jo charāġhoñ ko havā zindabād us pe qurbān charāġhoñ kī ziyā zindabād maiñ ne dushman ko mahārat pe
ruḳh apnī tamannāoñ kā ab moḌ rahā huuñ ik TuuTe hue shaḳhs ko maiñ joḌ rahā huuñ manzil kā ta.ayyun
haañ pahle Darte the par ab mazāq karte haiñ hamāre saath yahāñ sab mazāq karte haiñ ham apnī zaat kī
hai saarā lams kā fitna havās pāgal haiñ ḳhudā kā shukr ki chehra-shanās pāgal haiñ tumhāre shahr meñ pāgal vo
fitrat ulaT ke ḳhvāb dikhāne diye ga.e gūñgoñ ko bad-zabānī ke ta.ane diye ga.e rāhat kī pairvī meñ takalluf gañvā
maiñ apne taur pe khelā thā ābgīnoñ se milā huuñ yāroñ ko taht-us-surā ke zīnoñ se maiñ aise shaḳhs kī
taḳhtī qalam davāt se pahle kī baat hai ye ishq kā.enāt se pahle kī baat hai sach hai ki maiñ
haañ mirā haal hai barbād magar maiñ to nahīñ tujh ko kartā hai koī yaad magar maiñ to nahīñ bārhā
hadoñ se baḌh ke mukammal hudūd sauñptā huuñ tirī thakan ko maiñ apnā vajūd sauñptā huuñ ragoñ meñ ḳhuun kī