Ishq-E-Nakaam Ka Dastur Tumhein Kya Malum
ishq-e-nākām kā dastūr tumheñ kyā ma.alūm tum ho us se had bahut duur tumheñ kyā ma.alūm ġham kī duniyā se
ishq-e-nākām kā dastūr tumheñ kyā ma.alūm tum ho us se had bahut duur tumheñ kyā ma.alūm ġham kī duniyā se
vafā se pashemāñ jafā ho rahī hai mohabbat kī qīmat adā ho rahī hai davā ho rahī hai duā ho
saaqī ye tere bas meñ hai de jaam yā na de jhūTā magar kisī ko kabhī aasrā na de soz-e-firāq
tazkira chheḌ diyā aap ne kyoñ jaane kā ghar meñ naqsha nazar aane lagā vīrāne kā jurm-e-ulfat nahīñ iz.hār-e-tamannā lekin
ba-har-sūrat Thahar jaanā paḌegā agar raste meñ mai-ḳhāna paḌegā mohabbat meñ sukūn-e-dil kī ḳhātir kisī din zahr bhī khānā paḌegā
dikhāve ke liye elān-e-faiz-e-ām hotā hai magar ik ḳhaas hī halqa meñ daur-e-jām hotā hai mo.arriḳh yuuñ jagah detā nahīñ
husn-e-tadbīr kā mo.ajiza dekhiye kaam himmat se le kar zarā dekhiye aap aur ham se iz.hār-e-lutf-o-karam aa.ina dekhiye aa.inā dekhiye
nahīñ ma.alūm vo apnī vafā ko kyā samajhte haiñ tire inkār karne ko bhī jo va.adā samajhte haiñ zamāne ko
vahī josh-e-haq-shanāsī vahī azm-burd-bārī na badal sakā zamāna mirī ḳhū-e-vaza-dārī vahī mai-kada hai lekin nahīñ ab vo kaif-bārī ga.e ham
mohabbat kashmakash meñ rah ga.ī sirr-e-nihāñ ban kar mire dil kā yaqīñ ho kar tire dil kā gumāñ ban kar