Jiye Ja Raha Hun Tujhe Yaad Kar Ke
jiye jā rahā huuñ tujhe yaad kar ke tasavvur kī duniyā ko ābād kar ke pashemāñ haiñ ham arz-e-rūdād kar
jiye jā rahā huuñ tujhe yaad kar ke tasavvur kī duniyā ko ābād kar ke pashemāñ haiñ ham arz-e-rūdād kar
gila-shikva kahāñ rahtā hai dil ham-sāz hotā hai mohabbat meñ to har ik jurm nazar-andāz hotā hai laboñ par qufl
hairāñ huuñ dil kā haal chhupā.ūñ kahāñ kahāñ sab jaan ga.e baat banā.ūñ kahāñ kahāñ ik chiiz zaḳhm-e-dil hai dikhā.ūñ
dostī apnī kisī se na shanāsā.ī hai zindagī ek musalsal shab-e-tanhā.ī hai husn ināyat hai rifāqat hai masīhā.ī hai ishq
tasvīr-e-rū-e-yār dikhānā basant kā aTkheliyoñ se dil ko lubhānā basant kā har samt sabza-zār bichhānā basant kā phūloñ meñ rañg-o-bū
ab jo ham ziist meñ bezār nazar aate haiñ har taraf apne ḳharīdār nazar aate haiñ vo hameñ maḳhzan-e-asrār nazar
kahīñ se ġhair jo pahlū meñ aa.e baiThe haiñ isī liye vo hameñ yuuñ bhulā.e baiThe haiñ zarā samajh ke
kānoñ ko hai bhaa.ī huī taqrīr kisī kī ā.ankhoñ meñ samā.ī huī tasvīr kisī kī kuchh ishq meñ chaltī nahīñ
kaif-e-junūñ sahī yahī hālat banī rahe lillāh merī un kī mohabbat banī rahe jo ho gayā so ho gayā ab
adū-e-dīn-o-īmāñ dushman-e-amn-o-amāñ nikle tire paikāñ baḌe jābir baḌe nā-mehrbāñ nikle adāoñ ne lubhāyā dī nigāh-e-nāz ne dāvat magar alfāz dil-shikanī