Jab Nigahen laDin Nigahon Se
jab nigāheñ laḌīñ nigāhoñ se āñdhiyāñ uTThīñ dil kī rāhoñ se jurm sābit na ho to jurm nahīñ qatl karte
jab nigāheñ laḌīñ nigāhoñ se āñdhiyāñ uTThīñ dil kī rāhoñ se jurm sābit na ho to jurm nahīñ qatl karte
jo log ujāle ko ujālā nahīñ kahte ham un ko burā kahte haiñ achchhā nahīñ kahte jo joḌ na de
us zulf kī tausīf batā.ī nahīñ jaatī ik lambī kahānī hai sunā.ī nahīñ jaatī dil hai ki marā jaatā hai
dard-e-dil kī davā na ho jaa.e zindagī be-mazā na ho jaa.e lutf detī hai kyā umīd-e-vafā bevafā bā-vafā na ho
vafā ke barābar jafā chāhtā huuñ tirā hausla dekhnā chāhtā huuñ har ik dil meñ ho intihā kī mohabbat maiñ
jab koī ġham hī na ho ashk bahā.ūñ kaise ḳhud ko duniyā kī adākārī sikhā.ūñ kaise terī har ek jhalak
kisī se rabt nahīñ hai kisī se pyaar mujhe na jaane rahtā hai phir kis kā intizār mujhe har ek