Ras Jab Zindagi Nahin Aati
raas jab zindagī nahīñ aatī to ‘jigar’ maut bhī nahīñ aatī choT khātā nahīñ hai dil jab tak ravish-e-zindagī nahīñ
raas jab zindagī nahīñ aatī to ‘jigar’ maut bhī nahīñ aatī choT khātā nahīñ hai dil jab tak ravish-e-zindagī nahīñ
abhī dīvāngī meñ kuchh kamī mahsūs hotī hai abhī ai shiddat-e-ġham zindagī mahsūs hotī hai abhī mujh meñ koī shai
dil ko phir ummīd garmāne lagī phir mujhe duniyā nazar aane lagī dil pe Daalī hai kisī ne phir nigāh
mohabbat tum se hai lekin judā haiñ hasīñ ho tum to ham bhī pārsā haiñ hameñ kyā is se vo
burā.ī kyā hai tum ilzām do burā.ī kā bashar huuñ maiñ mujhe da.avā nahīñ ḳhudā.ī kā kiyā hai sajda kabhī
vo mard hai jo kabhī shikva-e-jafā na kare laboñ pe dam ho magar nāla-o-bukā na kare kisī kā mujh pe
dil na dīvāna ho ye us ko gavārā bhī nahīñ chaak dāmān-o-girebāñ hoñ ye iimā bhī nahīñ ham liye jā.eñge
jhalak parde se yuuñ rah rah ke dikhlāne se kyā hāsil ye ThanDī garmiyāñ bhī darmiyāñ laane se kyā hāsil
niiñd ke badle tasallī hī sahī aatī to hai dil se bāteñ karte karte raat kaT jaatī to hai kyā
bigḌeñ vo ham se ki ham un se sab meñ ik lazzat hotī hai jiine meñ baḌā lutf aatā hai