Pa Ke Ishaare Josh-E-Numu Ke
pā ke ishāre josh-e-numū ke qāfile nikle haiñ ḳhushbū ke chaar taraf gulzār ke andar hañgāme haiñ rañg-o-bū ke insānī
pā ke ishāre josh-e-numū ke qāfile nikle haiñ ḳhushbū ke chaar taraf gulzār ke andar hañgāme haiñ rañg-o-bū ke insānī
sabab-e-dard-e-jigar yaad aayā ya.anī vo tīr-e-nazar yaad aayā jhilmilāne lage palkoñ pe nujūm phir koī rashk-e-qamar yaad aayā apnī manzil
kis roz ham ne āh-o-fuġhāñ meñ basar na kī thī raat kaun sī jo taḌap kar sahar na kī is
dī gavāhī lahū kī dhāroñ ne paañv chūme haiñ ḳhārzāroñ ne saath chhoḌā na ġhamgusāroñ ne maar Daalā mujhe sahāroñ
kis kī āñkhoñ ne kiye ashk ravāñ mere ba.ad ho gayā raaz mohabbat kā bayāñ mere ba.ad mere baa.is huā
kyā batā.ūñ mujhe kyā lagtā hai har-nafas tīr-e-jafā lagtā hai huuñ vo ḳhuddār kisī se kyā kahūñ saañs lenā bhī
duniyā-e-danī hai matlab kī sab rishte naate toḌ diye ab ḳhud pe bharosa karnā hai jitne the sahāre chhoḌ diye
vāpas jo nahīñ aa.egā meñ vo safarī huuñ ai dost gale lag ki charāġh-e-saharī huuñ ai husn ye andāz-o-adā tujh
kahīñ hai dāġh-e-nākāmī kahīñ hai ḳhuun armāñ kā hamārā dil muraqqā ban gayā hai yās-o-hirmāñ kā jahāñ vāloñ pe maiñ
sirf baiThe hue aaheñ na bharo ishrat-e-dil ke liye kuchh to karo valvaloñ ko na kahīñ niiñd aa jaa.e sitam-e-ahl-e-sitam