Gurez-Pa Hai Naya Rasta Kidhar Jaen
gurez-pā hai nayā rāsta kidhar jaa.eñ chalo ki lauT ke ham apne apne ghar jaa.eñ na mauj-e-tund hai kuchh aisī
gurez-pā hai nayā rāsta kidhar jaa.eñ chalo ki lauT ke ham apne apne ghar jaa.eñ na mauj-e-tund hai kuchh aisī
tanhā.ī milī mujh ko zarūrat se ziyāda paḌhtī haiñ kitābeñ mujhe vahshat se ziyāda jo maañg rahe ho vo mire
jab kabhī shor-e-jahāñ hotā hai mere hone kā gumāñ hotā hai jabr hai mujh pe nizām-e-fitrat mujh pe har lamha
maiñ apnī bebasī mahsūs kar ke ro rahā hūñgā suno ai dosto ik din maiñ sab kuchh kho rahā hūñgā
qarīb aate hue aur duur jaate hue ye kaun log haiñ be-vaj.h muskurāte hue ye lamhe sāz-e-azal se chhalak ke
har lamha dil-doz ḳhamoshī chīḳh rahī hai maiñ huuñ jahāñ tanhā.ī merī chīḳh rahī hai ghar ke sab darvāze kyuuñ
jaane kaise log the yaad aa.e kam jaane ke ba.ad aib saare khul ga.e marhūm kahlāne ke ba.ad chāñd kā
maiñ ne apnī maut pe ik nauha likkhā hai tum ko sunātā huuñ dekho kaisā lagtā hai jism ko kar
patthar se mukālima hai jaarī donoñ hī taraf hai hoshiyārī vahshat se maiñ bhāgtā rahā huuñ phir mujh pe junūñ
badan pe ḳharqa-e-tahzīb phaTne vaalā hai jise bachā ke rakhā hai bahut sambhālā hai tumheñ dikhā.ūñ maiñ shahr-e-jadīd kā naqsha