Ajib KHwab Tha Hum Bagh Mein khaDe Hue The
ajiib ḳhvāb thā ham baaġh meñ khaḌe hue the hamāre sāmne phūloñ ke sar paḌe hue the barahna titliyāñ raqsāñ
ajiib ḳhvāb thā ham baaġh meñ khaḌe hue the hamāre sāmne phūloñ ke sar paḌe hue the barahna titliyāñ raqsāñ
mujhe koī aisī ġhazal sunā ki maiñ ro paḌūñ zarā jai jai vintī ke sur lagā ki maiñ ro paḌūñ
ghuñgrū pe baat kar na tū paa.il pe baat kar mujh se tavā.ifoñ ke masā.il pe baat kar fōtpath par
kabhī zamīn kabhī āsmāñ se laḌtā hai ajiib shaḳhs hai saare jahāñ se laḌtā hai kisī ke ishq kī mannat
jo nabātāt-o-jamādāt pe shak karte haiñ ai ḳhudā tere kamālāt pe shak karte haiñ vo jo kahte haiñ dhamāke se
jabr ne jab mujhe rusvā sar-e-bāzār kiyā sabr ne mere mujhe sāhab-e-dastār kiyā merī lafzoñ kī imārat girī kaam aa.ī
tamām shahr to be-mehr niiñd so rahā thā magar maiñ āñkhoñ meñ nok-e-qalam chubho rahā thā maiñ jāntā thā mire
vahī musāfir musāfirat kā mujhe qarīna sikhā rahā thā jo apnī chhāgal se apne ghoḌe ko aap paanī pilā rahā
maiñ vaqt kī aabjū se aage nikal gayā huuñ so dahr kī hā-o-hū se aage nikal gayā huuñ maiñ be-sharī.at
dayār-e-dard se aayā huā nahīñ lagtā maiñ ahl-e-dil ko satāyā huā nahīñ lagtā mirā vajūd jahāñ hai vahāñ shuhūd nahīñ