Ba-Zahir Rang KHushbu Raushni Yak-Jaan Hote Hain
ba-zāhir rañg ḳhushbū raushnī yak-jān hote haiñ magar ye shahr andar se bahut vīrān hote haiñ koī maane na maane
ba-zāhir rañg ḳhushbū raushnī yak-jān hote haiñ magar ye shahr andar se bahut vīrān hote haiñ koī maane na maane
be-sabab vahshateñ karne kā sabab jāntā hai maiñ jo kartā huuñ vo kyuuñ kartā huuñ sab jāntā hai bolte sab
ajab hī Dhañg se ab anjuman-ārā.ī hotī hai jahāñ par bhī raheñ ham saath meñ tanhā.ī hotī hai fatūhāt-e-dil-o-jāñ par
jo chāhūñ bhī to ab ḳhud ko badal saktā nahīñ huuñ samundar huuñ kināroñ se nikal saktā nahīñ huuñ maiñ
vafā ke baab meñ kār-e-suḳhan tamām huā chalo ki rishta-e-rūh-o-badan tamām huā kitāb-e-hijr-e-musalsal khulī hamāre liye ki bāb-e-vasl sar-e-anjuman tamām
bagūle rahnumā haiñ bād-e-sahrā.ī safar meñ hai rukeñ kaise hamāre saath rusvā.ī safar meñ hai ḳhabar bhī to nahīñ hai
pas-e-dīvār zindāñ zindagī maujūd rahtī hai añdherī raat meñ bhī raushnī maujūd rahtī hai sar-e-darbār-o-maqtal ek sā mausam anā kā
ehsān-e-sañg-o-ḳhisht uThā lenā chāhiye ghar ab koī na koī banā lenā chāhiye itnī ġhalat nahīñ hai ye vaa.iz kī baat
sañg aatā hai koī jab mire sar kī jānib dekh letā huuñ samar-bār shajar kī jānib is masāfat kā koī
shahr-e-ḳhisht-o-sañg meñ rahne lagā maiñ bhī us ke rañg meñ rahne lagā pahle to aaseb thā bastī ke beach ab