Kis Sadgi Se chhoD Diya Hai Bahaw Par
kis sādgī se chhoḌ diyā hai bahāv par hālāñ ki ham savār haiñ kāġhaz kī naav par ham khilkhilā ke
kis sādgī se chhoḌ diyā hai bahāv par hālāñ ki ham savār haiñ kāġhaz kī naav par ham khilkhilā ke
zikr ġhairoñ se tumhārā nahīñ hogā mujh se ye ta.āruf bhī gavāra nahīñ hogā mujh se mere maulā mirī āñkhoñ
barsoñ tapish-e-ġham meñ ye ehsās jale hai tab jā ke kahīñ sher ke sāñche meñ Dhale hai kuchh aise terī
le kar koī paiġhām kabūtar nahīñ aate ab ġham bhī tirā ruup badal kar nahīñ aate kuchh boriyāñ aisī haiñ
milo to aise añdheroñ ko bhī pata na lage chalo to aise ke jismoñ meñ fāsla na lage maiñ aaj
āñkhoñ meñ mire ġham kī tasvīr sañjo loge ye baat na sochī thī dāman ko bhigo loge tum tark-e-ta.alluq ko
ye shahr hai anjān kahāñ raat guzārūñ hai jān-na-pahchān kahāñ raat guzārūñ dāman meñ liye phirtā huuñ maiñ daulat-e-ġham ko
avvalīñ shart hai insān kā insāñ honā ba.ad kī baat hai hindū yā musalmāñ honā jo bhī aatā hai vo
sahn-e-maqtal meñ har ik zaḳhm-e-tamannā rakh do aur qātil kā nayā naam masīhā rakh do ab to rusvā.ī kī had
shikva nahīñ hai is kā ki tum ne bhulā diyā achchhā kiyā ki raah kā patthar haTā diyā ġham ko