Har Chand zaKHm zaKHm Darida-Badan Rahe
har chand zaḳhm zaḳhm darīda-badan rahe gul-rañg terī yaad ke sab pairahan rahe dekhā tujhe to rañg pas-e-rañg thī nazar
har chand zaḳhm zaḳhm darīda-badan rahe gul-rañg terī yaad ke sab pairahan rahe dekhā tujhe to rañg pas-e-rañg thī nazar
rañg-birañge phūloñ jaisī merī chanchal aas merī aas kā ruup manohar pirītam ko hai raas chupke chupke kyā kahte haiñ
dil par gahrā naqsh hai sāthī laakh tirī dānā.ī kā saat samundar bhī to na paa.eñ raaz mirī gahrā.ī kā
mutarannim hai mirī ruuh meñ yuuñ terī sadā ābshāroñ kī sukūñ-rez ravānī jaise nūr-o-nik.hat meñ nahāyā huā vo terā kalām
ruup ke paañv chūmne vaale sun le merī baanī phuul kī Daalī bahut hī ūñchī tū hai bahtā paanī soñdhī
kab dil ke zaḳhm chāragaroñ se rafū hue jo haath dil kī samt baḌhe sab lahū hue shikve hue ki
charāġh-e-fikr jalāyā hai raat bhar ham ne aur us ke ba.ad nikhārā ruḳh-e-sahar ham ne hameñ shu.ūr ne dhoke diye
hama-tan jalvā-fishāñ māh-o-charāġhāñ kī tarah kaun aayā dil-e-pur-shauq meñ mehmāñ kī tarah guuñj uThī ġham-kada-e-rūh meñ us kī āvāz ḳhvāb
har nafas vaqf-e-ārzū kar ke kuchh bhī paayā na justujū kar ke sau shagūfe khilā diye dil meñ ḳhanda-e-gul se
talāsh kartī hai tujh ko mirī nazar har sū jamāl-e-rūh mire dil kī raushnī hai tū ye kis kī yaad