Sar-E-Aina Hairani Bahut Hai
sar-e-ā.īna hairānī bahut hai sitamgar ko pashemānī bahut hai ḳhirad kī garche arzānī bahut hai junūñ kī jalva-sāmānī bahut hai
sar-e-ā.īna hairānī bahut hai sitamgar ko pashemānī bahut hai ḳhirad kī garche arzānī bahut hai junūñ kī jalva-sāmānī bahut hai
har-chand ki insāf kā ḳhvāhāñ bhī vahī hai qātil bhī vahī aur nigahbāñ bhī vahī hai barbādī-e-gulshan kā jo sāmān
vo mehrbāñ ho to sahrā bhī gulistāñ ho jaa.eñ agar ḳhafā ho to barham sitār-gāñ ho jaa.eñ havā.eñ shauq samundar
us se taslīm bas yūñhī sī hai barf ehsās kī jamī sī hai chaliye ahbāb ko to jaan ga.e ye
ye dāna-e-havas tumheñ harām kyuuñ nahīñ rahā uḌaan kā vo shauq zer-e-dām kyuuñ nahīñ rahā masāfatoñ kā phir vo ehtimām
yuuñ to shumār us kā mire bhā.iyoñ meñ thā maiñ thā lahū lahū vo tamāshā.iyoñ meñ thā chehre se maiñ
pas-e-sukūt suḳhan ko ḳhabar banāyā jaa.e fasīl-e-harf meñ ma.anī kā dar banāyā jaa.e hisāb-e-sūd-o-ziyāñ ho chukā bahut ab ke vufūr-e-shauq
deñ dīda-e-ḳhush-ḳhvāb ko ta.abīr kahāñ tak ai vaqt tire jabr kī tauqīr kahāñ tak kab tak ki kaho jazba-e-tāmīr ko
hazār ranj-e-safar hai hazar ke hote hue ye kaisī ḳhāna-badoshī hai ghar ke hote hue vo habs-e-jāñ hai barasne se
zo.am-e-hastī mire idrāk se bāñdhā gayā hai aur badan turra-e-pechāk se bāñdhā gayā hai ek aañsū tirī poshāk se bāñdhā