Musalsal Imtihan Se Thak Chuka Hun
musalsal imtihāñ se thak chukā huuñ maiñ ab umr-e-ravāñ se thak chukā huuñ mujhe ab ḳhaak marqad meñ chhupā do
musalsal imtihāñ se thak chukā huuñ maiñ ab umr-e-ravāñ se thak chukā huuñ mujhe ab ḳhaak marqad meñ chhupā do
aur duniyā meñ ham ne kyā dekhā sirf terā hī rāsta dekhā us ne sūraj se chaar kiiñ āñkheñ jis
ham aa.ine meñ javānī talāsh karte rahe mohabbatoñ kī kahānī talāsh karte rahe hamāre dil pe ajab iztirāb taarī rahā
ḳhvāb ho ḳhvāb meñ aate ho chale jaate ho diid kā jaam luñDhāte ho chale jaate ho kisī ummīd pe
vatan se duur ai pyāre parinde pareshāñ-hāl dukhiyāre parinde zarūrat ke qafas meñ qaid haiñ sab ḳhushī se dard ke
ḳhvāhishoñ kī kitāb the jab the zindagī kā nisāb the jab the apnī uñglī pakaḌ ke chalte the ḳhud ko
darūn zaat kā manzar zamāne par nahīñ kholā basar ik raat karnī hai abhī bistar nahīñ kholā musāfir huuñ maiñ
dil-lagī aur chiiz hotī hai dilbarī aur chiiz hotī hai rasm hai yuuñ muānqa karnā dostī aur chiiz hotī hai
panja-e-zīst meñ phañsā panchhī phaḌ.phaḌāte hue marā panchhī par nikalte hī ik uḌaan bharī aur phir ḳhvāb ho gayā panchhī
dard se yaar chīḳh uTThe haiñ sar-e-bāzār chīḳh uTThe haiñ tū kahānī meñ kyoñ huā shāmil saare kirdār chīḳh uTThe