Rafta Rafta Sab Kuchh Achchha Ho Jaega
rafta rafta sab kuchh achchhā ho jā.egā in-shā.allah sab kuchh achchhā ho jā.egā āḌe-tirchhe manzar sīdhe ho jā.eñge ulTā sīdhā
rafta rafta sab kuchh achchhā ho jā.egā in-shā.allah sab kuchh achchhā ho jā.egā āḌe-tirchhe manzar sīdhe ho jā.eñge ulTā sīdhā
jal kar jis ne jal ko dekhā tum ne us pāgal ko dekhā ḳhvāb diye aur ā.īne meñ aane vaale
yuuñ bhaTakne meñ kī hai basar zindagī jaise aa jā.egī raah par zindagī ye karo vo nahīñ vo karo ye
ye ġhalat hai ye saal Thiik nahīñ har ghaḌī kā malāl Thiik nahīñ zindagī ik ḳhayāl-ḳhāna hai aap kā ye
kabhī pairoñ se āñkhoñ tak chubhan mahsūs hotī hai kabhī ye zindagī mujh ko chaman mahsūs hotī hai masāfat ne
in makānoñ se bahut duur bahut duur kahīñ chal zamānoñ se bahut duur bahut duur kahīñ ḳhvāb sā ek jahāñ
zindagī meñ jo ye ravānī hai ek kirdār kī kahānī hai maiñ ne us se kahā ye aañsū haiñ us
terī mushkil kisī ko kyā ma.alūm ai mere dil kisī ko kyā ma.alūm terā rasta judā hī hai sab se