TuTi Mez Aur Jali Kitaben Rah Jaengi
TuuTī mez aur jalī kitābeñ rah jā.eñgī drone giregā amn kī bāteñ rah jā.eñgī laḌne vaale raushan sub.heñ le jā.eñge
TuuTī mez aur jalī kitābeñ rah jā.eñgī drone giregā amn kī bāteñ rah jā.eñgī laḌne vaale raushan sub.heñ le jā.eñge
ye laḌkā laḌkī koī mas.ala samajh rahe haiñ unheñ ḳhabar hī nahīñ log kyā samajh rahe haiñ hamāre mil ke
phuul kitābeñ le jā tanhā rahne de merā kamra, merā kamra rahne de yaar ye chaar qadam kī kyā hamrāhī
jitnī achchhī bāteñ haiñ saarī terī bāteñ haiñ jin meñ terā zikr nahīñ vo bhī koī bāteñ haiñ jo chuTkī
do umroñ kī ruī dhun kar aayā huuñ maiñ pardes se ḳhud ko bun kar aayā huuñ dariyā se yaarī
ġhulām-zādoñ meñ koī ġhulām hai hī nahīñ hamāre shahr meñ sach kā nizām hai hī nahīñ ye log jald hī
hamārā aa.ina be-kār ho gayā to phir! tumhārā husn trahdār ho gayā to phir! milā ke ḳhaak meñ vo sochtā
bol sakte haiñ magar baat nahīñ kar sakte vaqt aisā hai savālāt nahīñ kar sakte facebōk kā bhī ta.alluq hai
koī bhī ḳhush ho maiñ apnī ḳhushī samajhtā huuñ maiñ zinda shaḳhs huuñ aur zindagī samajhtā huuñ ka.ī to tum
diye jaleñge to phir raushnī to hogī naañ class-fellow haiñ ham dostī to hogī naañ nazar jhukā.e yūñhī paas se