Mahdud-Nigahi Ke Sanam TuT Rahe Hain
mahdūd-nigāhī ke sanam TuuT rahe haiñ tārīk ujāloñ ke bharam TuuT rahe haiñ is daur kī badlī huī raftār kā
mahdūd-nigāhī ke sanam TuuT rahe haiñ tārīk ujāloñ ke bharam TuuT rahe haiñ is daur kī badlī huī raftār kā
dāstān-e-fitrat hai zarf kī kahānī hai jitnā uthlā dariyā hai utnā tez paanī hai jin laboñ ne sīñchā hai tishnagī
jo mai-kade meñ bahakte haiñ laḌkhaḌāte haiñ mirā ḳhayāl hai vo tishnagī chhupāte haiñ zarā sā vaqt ke sūraj ne
fasīl-e-shukr meñ haiñ sabr ke hisār meñ haiñ jahāñ guzar nahīñ ġham kā ham us dayār meñ haiñ hameñ ujaal
hālāt ke dabāo se haijān meñ rahe ham saarī umr jañg ke maidān meñ rahe tanhā.ī miltī aur kabhī ḳhud
uljhan meñ ujālā hai hairat meñ añdherā hai duniyā tire āñgan meñ ye kaisā saverā hai sadiyoñ se hai roz-o-shab
aah be-gāna-e-asar to nahīñ vo bhī ab mujh se be-ḳhabar to nahīñ suunī suunī paḌī hai bazm-e-jamāl muntazir sab haiñ
zindagī ek tilismāt kā ā.īna hai din jise kahte haiñ vo raat kā ā.īna hai jo bhī kahnā ho tujhe
mai-ḳhāna-e-hayāt kā anjām de gayā vo mujh ko ek TuuTā huā jaam de gayā vo fikr-o-fan ko jazba-e-be-nām de gayā
sahar qarīb hai ḳhalvat mahak rahī hogī sharāb sāġhar-e-ġham se chhalak rahī hogī vo baat tark-e-ta.alluq kā jo sabab Thahrī