KHirad Ki Chhanw Mein Nind Aa Rahi Hai
ḳhirad kī chhāñv meñ niiñd aa rahī hai kahāñ ġhairat junūñ kī kho ga.ī hai mujhe tere tasavvur ne sambhālā
ḳhirad kī chhāñv meñ niiñd aa rahī hai kahāñ ġhairat junūñ kī kho ga.ī hai mujhe tere tasavvur ne sambhālā
kis ko mālūm ki vo log kahāñ rahte haiñ terī dhun meñ jo shab-o-roz ravāñ rahte haiñ jo fasāne sabaq-āmoz
abhī hayāt kā māhaul sāzgār kahāñ bhalā huzūr kahāñ aur ye ḳhāksār kahāñ bas ek rasm-e-mulāqāt aaj baaqī hai kisī
par-e-jibrīl bhī jis raah meñ jal jaate haiñ ham vahāñ se bhī bahut duur nikal jaate haiñ mahfil-e-dil ko hai
hamāre sher kā hāsil ta.assurāt se hai hamārā rābta kāġhaz qalam davāt se hai hamārī ziist kā yuuñ hādsoñ se
ḳhāl-e-ruḳhsār ko dāġh-e-mah-e-kāmil bāñdhā chashm-e-maḳhmūr ko kaunain kā hāsil bāñdhā ham ne is shahr-e-sitamgar ke har ik zarre ko zauq-e-sajda
qazā kā raaz hai muzmar jo chand sāñsoñ meñ hayāt kā bhī ta.āruf hai chaar harfoñ meñ charāġh fan ke
patte kī tarah TuuT ke nazroñ se girā huuñ har rañg se maiñ barsar-e-paikār rahā huuñ mujh ko varaq-e-daftar-e-farsūda na
kis vaqt hādsoñ se paḌā sābiqa mujhe ḳhud naag ban ke Dastā hai saaya mirā mujhe maiñ ne ḳhushī se
kabhī be-mudda.ā denā kabhī bā-mudda.ā denā samajh meñ kuchh nahīñ aatā tirī sarkār kā denā kabhī mehrāb-e-dil ko darḳhur-e-ka.aba banā