Main Gharib Tha Sahi Par Mera Ishq Tha Nirala
maiñ ġharīb thā sahī par mirā ishq thā nirālā chalo yaad to karegā mujhe bhuul jaane vaalā na jalāo reg-e-tafta
maiñ ġharīb thā sahī par mirā ishq thā nirālā chalo yaad to karegā mujhe bhuul jaane vaalā na jalāo reg-e-tafta
aap ke dar se kidhar jā.eñge ḳhaak ho jā.eñge mar jā.eñge mat nigāhoñ se girānā ham ko TuuT jā.eñge bikhar
‘hāvī’ nahīñ afsos ki mahfil se nikālā zālim ne magar aah mujhe dil se nikālā Duubā thā maiñ to ain
ḳhush rahnā ab Thaan liyā hai yāroñ ko pahchān liyā hai matlab ke sab yaar yahāñ par sab ke sab
hukm jaarī huā ḳhamoshī se maiñ bhī ‘hāvī’ uThā ḳhamoshī se shor karte rahe chaman meñ tair phuul sab kah
vo hameñ yaad ab nahīñ karte ham bhī fariyād ab nahīñ karte kyā huā ḳhair hai batā.eñ to dil pe
kaliyoñ ko mere phuul mire āshiyān ko taaḌā hai sā.iqoñ ne mire gulistān ko ik ḳhāna-e-ḳhudā tujhe sauñpā thā ai
tere ye jāñ-nisār-o-talab-gār dekh kar hairāñ huuñ ek anaar sau bīmār dekh kar gul phuul aab aab hue kal chaman
baiTho kabhī na haar ke himmat chale chalo ai rahravān-e-rāh-e-mohabbat chale chalo thak jaa.eñ paañv to chalo tum sar ke
pī kar sharāb shaiḳh ne bhauñchāl kar diyā hazrat kā muġhbachoñ ne jo phir haal kar diyā sabr-o-qarār jāh-o-hasham dīn-o-jān-o-dil