Pakizgi Nahin Hai Ridaon Mein in Dinon
pākīzgī nahīñ hai ridāoñ meñ in dinoñ ma.asūmiyat rahī na adāoñ meñ in dinoñ raas aa ga.ī hasīnoñ ko shahroñ
pākīzgī nahīñ hai ridāoñ meñ in dinoñ ma.asūmiyat rahī na adāoñ meñ in dinoñ raas aa ga.ī hasīnoñ ko shahroñ
kitnā lambā tirā safar dariyā is ko kar thoḌā muḳhtasar dariyā is zamīñ par hai be-gharī qismat mar ke ban
kho.e hue paloñ kī koī baat bhī to ho vo mil gayā hai us se mulāqāt bhī to ho barbād
tumhāre saath ye jhūTe faqīr rahte haiñ hamāre saath to munkir-nakīr rahte haiñ hamārī kam-nazarī se jo ho ga.e mahdūd
kis ke dil meñ bastā huuñ aksar sochā kartā huuñ sat.h ke nīche kuchh bhī nahīñ kahne ko maiñ dariyā
aur thoḌā sā bikhar jā.ūñ yahī Thānī hai zindagī maiñ ne abhī haar kahāñ maanī hai haath par haath dhare
haar kar baazī phir ik tadbīr ho jā.ūñgā maiñ tum samajhte ho yuuñ hī tasḳhīr ho jā.ūñgā maiñ ishq meñ
tire dayār se jins-e-muhāl le aa.e javāb laane ga.e aur savāl le aa.e bahut se log koī tujh sā DhūñDne
dānā.iyāñ aTak ga.iiñ lafzoñ ke jaal meñ itne javāb gum haiñ mire ik savāl meñ dariyā bas ik qadam kabhī
ḳhāna-e-dil ki mo.attar bhī bahut lagtā hai terī yādoñ se munavvar bhī bahut lagtā hai garche halkā sā dhuñdlakā hai