Kitni Muztar Thi Shab Sitaron Mein
kitnī muztar thī shab sitāroñ meñ os Dhaltī rahī sharāroñ meñ patte patte kī ruuh jal uTThī kaisī sozish thī
kitnī muztar thī shab sitāroñ meñ os Dhaltī rahī sharāroñ meñ patte patte kī ruuh jal uTThī kaisī sozish thī
mai-kade ke bujh ga.e saare charāġh karb-e-jāñ-sozī se dil haare charāġh merī palkoñ par jale the jo kabhī ban ga.e
jahāñ jahāñ hai sahar kā aalam vahīñ vahīñ raushnī nahīñ hai hazār sham.eñ huiiñ haiñ raushan magar kahīñ raushnī nahīñ
āstāne lahū meñ tar dekhe ibn-e-mariyam salīb par dekhe ye karishma hai dair-o-ka.aba kā jalte ātish baġhair ghar dekhe dekhī
shanāsā-e-salīb-e-ġham badan hai ye apnā aap hī goyā kafan hai mujhe rusvā kyā kam-mā.egī ne mirā hī zarf mujh par
chashm-e-junūñ meñ husn-e-salāsil hai be-qarār kis kī galī meñ jashn-e-garebāñ manā.eñ ham shāyad kisī kā haath baḌhe ban ke mudda.ī
kārvāñ vāloñ ne kho dī ḳhud hī apnī aabrū lailā-e-mahmil-nashīñ ko pā-ba-jaulāñ laa.e haiñ qais kī ġhairat kā miltā hī
ham ne dekhī vafā sahāroñ kī ban ga.e dhuul rahguzāroñ kī zaḳhm bharne yahāñ nahīñ paate ye to bastī hai
dayār-e-jabr meñ bhī sar-nigūñ nahīñ hotī ḳhulūs ho to mohabbat zubūñ nahīñ hotī kabhī kabhī to shab-e-ġham ke sard lamhoñ
jahāñ ashk-e-hasrat ravāñ chhoḌ aa.e mohabbat vahāñ nīm-jāñ chhoḌ aa.e hamāre hī ḳhuuñ kī guloñ meñ hai surḳhī chaman-dar-chaman dāstāñ