Shabab Aaya Kisi but Par Fida Hone Ka Waqt Aaya
shabāb aayā kisī but par fidā hone kā vaqt aayā mirī duniyā meñ bande ke ḳhudā hone kā vaqt aayā
shabāb aayā kisī but par fidā hone kā vaqt aayā mirī duniyā meñ bande ke ḳhudā hone kā vaqt aayā
sair-e-duniyā se ġharaz thī mahv-e-duniyā kar diyā maiñ ne kyā chāhā mire allāh ne kyā kar diyā rokne vaalā na
umīdoñ se dil-e-barbād ko ābād kartā huuñ miTāne ke liye duniyā na.ī ījād kartā huuñ
jis zamīñ par tirā naqsh-e-kaf-e-pā hotā hai ek ik zarra vahāñ qibla-numā hotā hai kaash vo dil pe rakhe haath
jahāñ tujh ko biThā kar pūjte haiñ pūjne vaale vo mandir aur hote haiñ shivāle aur hote haiñ dahān-e-zaḳhm se
ġhurūr-e-zabt se āh-o-fuġhāñ tak baat aa pahuñchī havas ne kyā kiyā dil se zabāñ tak baat aa pahuñchī sukūn-e-dil se
abhī to yahī dekhnā chāhtā huuñ nahīñ chāhtā un ko yā chāhtā huuñ vo kahte haiñ tum mujh se kyā
sunā kar haal qismat aazmā kar lauT aa.e haiñ unheñ kuchh aur begāna banā kar lauT aa.e haiñ phir ik
jī ko rog lagā baiThā jī ke rog se martā huuñ is meñ kisī se shikva kyā apnī karnī bhartā
hamārā zikr dushman kī zabānī dekhte jaao fasāna ban ga.ī saarī kahānī dekhte jaao zarā ik chheḌ do zāhid se