Raat Dhalte Hi Safiran-E-Qamar Aate Hain
raat Dhalte hī safīrān-e-qamar aate haiñ dil ke ā.īne meñ sau aks utar aate haiñ sail-e-mahtāb se jab naqsh ubhar
raat Dhalte hī safīrān-e-qamar aate haiñ dil ke ā.īne meñ sau aks utar aate haiñ sail-e-mahtāb se jab naqsh ubhar
raat ke dar pe ye dastak ye musalsal dastak āmad-e-sub.h-e-farozāñ kā patā detī hai phūñk Dālegī ye ik roz qabā-e-sayyād
jism-o-jāñ kis ġham kā gahvāra bane aag se nikle to añgāra bane shaam kī bhīgī huī palkoñ meñ phir koī
fazāoñ meñ kuchh aisī khalbalī thī kaleja thaam kar vahshat chalī thī kabhī us kī javānī manchalī thī kabhī duniyā
āh-o-fariyād se ma.amūr chaman hai ki jo thā mā.il-e-jaur vahī charḳh-e-kuhan hai ki jo thā husn pābandī-e-ādāb-e-jafā par majbūr ishq
chashm-e-pur-nam abhī marhūn-e-asar ho na sakī zindagī ḳhāk-nashīnoñ kī basar ho na sakī mai-kade kī vahī mānūs fazā aur dil-e-zār
mirī hayāt agar muzhda-e-sahar bhī nahīñ sitam ye hai ki tire ġham kī rahguzar bhī nahīñ chaman meñ hoñ meñ
dil-e-nādāñ pe shikāyat kā gumāñ kyā hogā chand ashkoñ se jafāoñ kā bayāñ kyā hogā shab ke bhaTke hue raahī
ye fazā-e-nīl-gūñ ye bāl-o-par kaafī nahīñ māh-o-anjum tak mirā zauq-e-safar kaafī nahīñ ek saa.at ik sadī hai ik nazar āfāq-gīr
kyā nazar kī hushyārī ḳhud-asīr-e-mastī hai jo nigāh uThtī hai mahv-e-ḳhud-parastī hai bādaloñ ko taktā huuñ jaane kitnī muddat se