Kisi Ki Jubba-Sai Se Kabhi Ghista Nahin Patthar
kisī kī jubba-sā.ī se kabhī ghistā nahīñ patthar vo chaukhaT mom kī chaukhaT hai yā merī jabīñ patthar khulā ab
kisī kī jubba-sā.ī se kabhī ghistā nahīñ patthar vo chaukhaT mom kī chaukhaT hai yā merī jabīñ patthar khulā ab
sab meñ huuñ phir kisī se sarokār bhī nahīñ ġhāfil agar nahīñ huuñ to hoshyār bhī nahīñ qīmat agar vo
shab ko naala jo mirā tā-ba-falak jaatā hai sub.h ko mahr ke parde meñ chamak jaatā hai apnā paimāna-e-dil hai
bhalā ho jis kaam meñ kisī kā to us meñ vaqfa na kījiyegā ḳhayāl-e-zahmat na kījiyegā malāl-e-īzā na kījiyegā vo
chal nahīñ sakte vahāñ zehn-e-rasā ke joḌ-toḌ un kī chāleñ haiñ qayāmat kī balā ke joḌ-toḌ hai nazar-andāz koī koī
hai nigahbāñ ruḳh kā ḳhāl-rū-e-dost hāfiz-e-qur.āñ huā hindū-e-dost ham na hoñ patthar ho ham pahlū-e-dost ā.īna luuTe bahār-e-rū-e-dost phir ga.ī
sharāb pī jaan tan meñ aa.ī alam se thā dil kabāb kaisā gale se lag jaao aao sāhab kahāñ kā
aql par patthar paḌe ulfat meñ dīvāna huā dil jo ik muddat se apnā thā vo begāna huā kah gayā
firāq meñ dam ulajh rahā hai ḳhayāl-e-gesū meñ jāñkanī hai tanāb-e-jallād kī tarah se rag-e-gulū āj-kal tanī hai nahīñ hai
falak kī gardisheñ aisī nahīñ jin meñ qadam Thahre sakūñ dushvār hai kyūñkar tabī.at koī dam Thahre qazā ne dostoñ