Ishq Mein Kab Ye Zaruri Hai Ki Roya Jae
ishq meñ kab ye zarūrī hai ki royā jaa.e ye nahīñ dāġh-e-nadāmat jise dhoyā jaa.e dopahar hijr kī taptī huī
ishq meñ kab ye zarūrī hai ki royā jaa.e ye nahīñ dāġh-e-nadāmat jise dhoyā jaa.e dopahar hijr kī taptī huī
dil jalāne se kahāñ duur añdherā hogā raat ye vo hai ki mushkil se saverā hogā kyuuñ na ab vaz-e-junūñ
sher kahne kā maza hai ab to dil kā har zaḳhm harā hai ab to itnā be-sarfa na thā dil
mujh pe tū mehrbān hai pyāre ye bhī ik imtihān hai pyāre ye tirā āstān jalva hai mere dil kī
shikva ab gardish-e-ayyām kā karte kyuuñ ho ḳhvāb dekhe the to ta.abīr se Darte kyuuñ ho ḳhauf pādāsh kā lafzoñ
agarche be-hisī-e-dil mujhe gavārā nahīñ baġhair tark-e-mohabbat bhī koī chāra nahīñ maiñ kyā batā.ūñ mire dil pe kyā guzartī hai
shādāñ na ho gar mujh pe kaḌā vaqt paḌā hai tū zad meñ hai jis vaqt kī us se bhī
ishq faanī na husn faanī hai un kā har lamha jāvedānī hai dekh rindoñ pe itnā ta.an na kar dekh
ik chheḌ thī jafāoñ kā terī gila na thā tark-e-ta.alluqāt mirā mudda.ā na thā nāseh vo shoḳh dushman-e-īmāñ thā vāqa.ī
faqat ik shaġhl bekārī hai ab bāda-kashī apnī vo mahfil uTh ga.ī qaa.em thī jis se sarḳhushī apnī ḳhudā yā