Kisa-E-Gul Mein Band Thi KHushbu

kīsa-e-gul meñ band thī ḳhushbū kis qadar ḳhud-pasand thī ḳhushbū sar-nigūñ thā ġhurūr-e-ġhuncha-o-gul sar-ba-sar sar-buland thī ḳhushbū ahl-e-gulshan the mahv-e-rāmish-o-rañg

Wo Bhi Gumrah Ho Gaya Hoga

vo bhī gumrāh ho gayā hogā merā bad-ḳhvāh ho gayā hogā mere haq meñ jo bol uTThā hai dard-āgāh ho