Har Kisi Ki Hai Zabani Dosti
har kisī kī hai zabānī dostī kyā kisī kī āzmānī dostī the musāfir do alag rastoñ ke ham ho ga.ī
har kisī kī hai zabānī dostī kyā kisī kī āzmānī dostī the musāfir do alag rastoñ ke ham ho ga.ī
ai mirī jaan tujhe aur badalnā hogā phir mire saath kaḌī dhuup meñ chalnā hogā apne pairoñ pe abhī qarz-e-safar
aisā lagtā hai samajhdār hai duniyā saarī maiñ huuñ is paar to us paar hai duniyā saarī is na.ī dauḌ
pichhle kisī safar kā sitāra na DhūñD le phir se kahīñ vo saath hamārā na DhūñD le jis ko ki
kahtā rahe zamāna gunahgār zindagī kuchh log jī rahe haiñ mazedār zindagī kirdār apnā apnā nibhāte haiñ sab yahāñ samjho
haiñ mirī parvāz ke tevar na.e saath mere dekhiye manzar na.e ik purāne mai-kade meñ tishnagī DhūñDtī hai sāqī-o-sāġhar na.e
koī ka.aba na kalīsā na sanam merā hai ik na.e ḳhvāb kī dhartī pe qadam merā hai saarī duniyā se
dil ke andar ik zarā sī be-kalī hai aaj bhī jo mire afkār meñ ras gholtī hai aaj bhī yuuñ
ġham-e-hijrāñ se zarā yuuñ bhī nibhā.ī jaa.e mahfil-e-ġhair sahī aaj sajā.ī jaa.e iḳhtilāfāt kī buniyād hai gahrī lekin is pe
aql kī aisī tābedārī hai ḳhvāhishoñ meñ bhī inkisārī hai chal paḌī hai ajal kī rāhoñ par zindagī be-ḳhabar savārī