Aankhon Mein Base Ho Tum Aankhon Mein Ayan Ho Kar
āñkhoñ meñ base ho tum āñkhoñ meñ ayaañ ho kar dil hī meñ na rah jaao āñkhoñ se nihāñ ho
āñkhoñ meñ base ho tum āñkhoñ meñ ayaañ ho kar dil hī meñ na rah jaao āñkhoñ se nihāñ ho
merā dil-e-nāshād jo nāshād rahegā aalam dil-e-barbād kā barbād rahegā tā-der jo hañgāma-e-fariyād rahegā shak hai ki kahīñ ālam-e-ījād rahegā
tirā jalva shām-o-sahar dekhte haiñ salīqe se shams-o-qamar dekhte haiñ pahuñchnā hai dil tak nazar dekhte haiñ kidhar dekhnā thā
koī bhī ham-safar nahīñ hotā dard kyuuñ raat bhar nahīñ hotā rāh-e-dil ḳhud-ba-ḳhud hai mil jaatī koī bhī rāhbar nahīñ
vo bahkī nigāheñ kyā kahiye vo mahkī javānī kyā kahiye vo kaif meñ Duube lamhoñ kī ab raat suhānī kyā
muñh-bolā bol jagat kā hai jo man meñ rahe so apnā hai ye dil kā mīThā mīThā dard bhī gūñge
vasl ke lamhe kahānī ho ga.e shab ke motī sub.h paanī ho ga.e rafta rafta zindagānī ho ga.e ġham ke
ik ḳhalish sī hai mujhe taqdīr se al-amāñ us ḳhār-e-dāman-gīr se hasrat-e-nazzāra kī tāsīr se parda uTThā yaar kī tasvīr
kuchh to vufūr-e-shauq meñ bā.is-e-imtiyāz ho merī nazar ke sāmne un kī harīm-e-nāz ho soz-e-durūn-o-āh-e-dil ishq meñ donoñ ek haiñ
jo kuchh bhī hai nazar meñ so vahm-e-numūd hai aalam tamām ek tilism-e-vajūd hai ārā.ish-e-numūd se bazm-e-jumūd hai merī jabīn-e-shauq