Palkon Par Nam Baqi Hai
palkoñ par nam baaqī hai ab tak vo ġham baaqī hai zaḳhm kabhī bhar jā.eñge vaqt kā marham baaqī hai
palkoñ par nam baaqī hai ab tak vo ġham baaqī hai zaḳhm kabhī bhar jā.eñge vaqt kā marham baaqī hai
khel thā apnī anā kā ishq use samjhā kiyā maiñ ne apne aap se kitnā baḌā dhokā kiyā umr-bhar kā
pūchhe jo nishāñ koī anjān nikalte haiñ ham rāh-guzāroñ se be-dhyān nikalte haiñ dil taaza marāsim ke āġhāz se Dartā
malbūs-e-ġhubār yaad rakhnā ye rāhguzār yaad rakhnā ik shām-e-ḳhizāñ yahīñ kahīñ hai ai sub.h-e-bahār yaad rakhnā ham kashtī-e-ishq ke musāfir
falak pe chāñd hai aur paas ik sitāra hai ye terī merī mohabbat kā isti.āra hai shab-o-sahar ke tasalsul meñ
un āñkhoñ kā mujh se koī va.ada to nahīñ hai thoḌī sī mohabbat hai ziyāda to nahīñ hai uslūb-e-nazar se
dam-ba-dam taġhayyur ke rañg haiñ zamāne meñ kuchh kamī nahīñ aatī dard ke ḳhazāne meñ ġhair kī shikāyat kyā shauq-e-lazzat-e-ġham
koī rahzan na musāfir na shajar kī sūrat dekh is ujḌī huī rāhguzar kī sūrat jaane kab ḳhāna-badoshī ke ye
aañkh se ḳhvāb kā rishta nahīñ rahne detī yaad us kī mujhe tanhā nahīñ rahne detī lazzat-e-dar-badarī meñ baḌī vus.at
jinheñ mahfiloñ se ġharaz na thī vo jo qaid apne gharoñ meñ the vahī e.atibār-e-zamāna the vahī log dīda-varoñ meñ