Zamin-E-Hijr Mein Gardan Talak gaDa Hua Hun
zamīn-e-hijr meñ gardan talak gaḌā huā huuñ maiñ tujh ko haar ke ab soch meñ paḌā huā huuñ har ek
zamīn-e-hijr meñ gardan talak gaḌā huā huuñ maiñ tujh ko haar ke ab soch meñ paḌā huā huuñ har ek
ḳhvāhisheñ intizār aur yaqīn vasvase be-shumār aur yaqīn tiin arkān ādamiyat ke ājizī inkisār aur yaqīn izn-e-rabb-ul-alā-o-rāz-o-niyāz aap siddīq-o-ġhār aur
agarche tum sā banāyā nahīñ gayā huuñ maiñ magar banā ke miTāyā nahīñ gayā huuñ maiñ use ye dukh ki
kuchh salīqe se agar chaak ghumāyā jaatā ain mumkin hai ki shahkār banāyā jaatā jaane vaale ne ġhalat fahmī meñ
ḳhudā ke zikr meñ mashġhūl haiñ jo mast pahāḌ samajh ga.e haiñ yaqīnan adā-e-vaqt pahāḌ hamārī zaat ta.ajjub kī ek
aap be-kār ulajh baiThe haiñ taqdīr ke saath pahle paḌhiye to zarā sabr ko tafsīr ke saath maslahat hai ki
mujh diye par ye ik atā rahī hai ḳhud muhāfiz mirī havā rahī hai log sahme hue haiñ hijrat se
mujh par nishāñ lagā.iye pahle savāliye phir mas.aloñ ko kholiye aur hal nikāliye jazbāt aa sake haiñ kabhī iḳhtiyār meñ
kuchh aisā rabt musalsal rahā shu.ūr se bhī ki ḳhauf aane lagā ishq ke vafūr se bhī vo shash-jahāt se
sarāb-o-dasht vahī sārbān tīsrā hai safar ke saath bañdhā imtihān tīsrā hai huzūr fahm-o-farāsat se kaam lījiyegā saḌak ke maġhribī