Zabanon Ka Bosa
zabanon ke ras men ye kaisi mahak hai ye bosa ki jis se mohabbat ki sahba ki udti hai khushbu
zabanon ke ras men ye kaisi mahak hai ye bosa ki jis se mohabbat ki sahba ki udti hai khushbu
char-su hai badi vahshat ka saman kisi aaseb ka saaya hai yahan koi avaz si hai marsiyan-khvan shahr ka shahr
jo mujh men chhupa mera gala ghont raha hai ya vo koi iblis hai ya mera khuda hai jab sar
kabhi dhanak si utarti thi un nigahon men vo shokh rang bhi dhime pade havaon men main tez-gam chali ja
patthar se visal mangti huun main adamiyon se kat gai huun shayad paun suragh-e-ulfat mutthi men khak-bhar rahi huun har
ye kis ke ansuon ne us naqsh ko mitaya jo mere lauh-e-dil par tu ne kabhi banaya tha dil jab
ye pairahan jo miri ruuh ka utar na saka to nakh-ba-nakh kahin paivast resha-e-dil tha mujhe maal-e-safar ka malal kyun-kar
ye to barzakh hai yahan vaqt ki ijad kahan ik baras tha ki mahina hamen ab yaad kahan vahi tapta
ab so jaao aur apne haath ko mere haath men rahne do tum chand se mathe vaale ho aur achchhi