Tere Jaisa Koi Mila Hi Nahin
tere jaisā koī milā hī nahīñ kaise miltā kahīñ pe thā hī nahīñ ghar ke malbe se ghar banā hī
tere jaisā koī milā hī nahīñ kaise miltā kahīñ pe thā hī nahīñ ghar ke malbe se ghar banā hī
pūchh lete vo bas mizāj mirā kitnā āsān thā ilaaj mirā chāra-gar kī nazar batātī hai haal achchhā nahīñ hai
zarā mohtāt honā chāhiye thā baġhair ashkoñ ke ronā chāhiye thā ab un ko yaad kar ke ro rahe haiñ
namak kī roz mālish kar rahe haiñ hamāre zaḳhm varzish kar rahe haiñ suno logoñ ko ye shak ho gayā
jab retīle ho jaate haiñ parvat Tiile ho jaate haiñ toḌe jaate haiñ jo shīshe vo nokīle ho jaate haiñ
ḳhat lifāfe meñ ġhair kā niklā us kā qāsid bhī be-vafā niklā jaan meñ jaan aa ga.ī yaaro vo kisī
koī miltā nahīñ ḳhudā kī tarah phirtā rahtā huuñ maiñ duā kī tarah ġham ta.āqub meñ haiñ sazā kī tarah
jāhiloñ ko salām karnā hai aur phir jhūT-mūT Darnā hai kaash vo rāste meñ mil jaa.e mujh ko muñh pher
maut kī samt jaan chaltī rahī zindagī kī dukān chaltī rahī saare kirdār so ga.e thak kar bas tirī dāstān
bas tumhārā makāñ dikhā.ī diyā jis meñ saarā jahāñ dikhā.ī diyā vo vahīñ thā jahāñ dikhā.ī diyā ishq meñ ye