Use Ye Haq Hai Ki Wo Mujhse iKHtilaf Kare
use ye haq hai ki vo mujh se iḳhtilāf kare magar vajūd kā mere bhī e’tirāf kare use to apnī
use ye haq hai ki vo mujh se iḳhtilāf kare magar vajūd kā mere bhī e’tirāf kare use to apnī
hañsī laboñ pe sajā.e udaas rahtā hai ye kaun hai jo mire ghar ke paas rahtā hai ye aur baat
ḳhushk dariyā paḌā hai ḳhvāhish kā ḳhvāb dekhā thā ham ne bārish kā mustaqil dil jalā.e rakhtā hai hai ye
ab karb ke tūfāñ se guzarnā hī paḌegā sūraj ko samundar meñ utarnā hī paḌegā fitrat ke taqāze kabhī badle
rañg mausam ke saath laa.e haiñ ye parinde kahāñ se aa.e haiñ baiTh jaate haiñ rāh-rau thak kar kitne himmat-shikan
kitne bā-hosh ho ga.e ham log ḳhud-farāmosh ho ga.e ham log jis ne chāhā hameñ aziyyat dī aur ḳhāmosh ho
miT gayā ġham tire takallum se lab hue āshnā tabassum se kis ke naqsh-e-qadam haiñ rāhoñ meñ jagmagāte haiñ māh-o-anjum
zālim se mustafā kā amal chāhte haiñ log sūkhe hue daraḳht se phal chāhte haiñ log kaafī hai jin ke
saa.e meñ ābloñ kī jalan aur baḌh ga.ī thak kar jo baiThe ham to thakan aur baḌh ga.ī kal is
naqsh-bar-āb ho gayā huuñ maiñ kitnā kamyāb ho gayā huuñ maiñ jhurriyāñ kah rahī haiñ chehre kī ḳhushk tālāb ho