Wirasat
duur kisi basti ki nim-tarik kothari men ek tang charpai pe karahat-zada kokh se ghaib ki madad ko pukarti aadhi
duur kisi basti ki nim-tarik kothari men ek tang charpai pe karahat-zada kokh se ghaib ki madad ko pukarti aadhi
khari baton ka zaiqa tursh hota hai ba-hasiyat insan aurat ki zarurat kisi mard ko nahin vo girvi rakhi jaae
ek soft-drink ki qimat men december ki sardi men jab hamen apne bistar se darvaze tak jaana na-mumkin lagta hai
us ki mardangi ko mere ansuon ki hajat thi vo meri ruuh ko is vaqt tak daghta raha jab tak
us ne ghurbat ke badan pe basanti chola piili pagdi aur sunahri jacket sajai hai vo tuuti kursi pe bosida
kandhe par qad se lambi bori latkae ek bachcha kachre ke us dher ki janib lapakta hai jahan se naak
khuda aur us ke insaf se darne vaale khata-posh kamzor dil vajud aur na-vajud ka munazra karne vaale shikariyon se
ek mazdur ki jis ke badan ne kai dinon ki an-thak riyazat cement ret aur bajri ke biich kati thi