Farhad Kis Ummid Pe Lata Hai Ju-E-Shir
farhad kis ummid pe laata hai ju-e-shir vaan khuun ki havas hai nahin arzu-e-shir hai us javan ki baat men
farhad kis ummid pe laata hai ju-e-shir vaan khuun ki havas hai nahin arzu-e-shir hai us javan ki baat men
dil ab us dil-shikan ke paas kahan chiil ke ghonsle men maas kahan sabr bimar-e-ishq ki hai dava par tabiat
kaha aghyar ka haq men mire manzur mat kiijo mujhe nazdik se apne kabhu tu duur mat kiijo hue sang-e-jafa
ishva hai naaz hai ghamza hai ada hai kya hai qahr hai sehr hai jaadu hai bala hai kya hai
ja kahe ku-e-yar men koi mar gaya intizar men koi chhod sau kaam aa pahunch saaqi jan-ba-lab hai khumar men
jo zamin par faragh rakhte hain asman par dimagh rakhte hain saaqi bhar bhar unhin ko de hai sharab jo
jaadu thi sehr thi bala thi zalim ye tiri nigah kya thi kidhar hai kahan hai khush-dili tu ham se
kahta hai kaun hijr mujhe subh o shaam ho par vasl men bhi lutf nahin jo mudam ho shikva kiya
koi kisi ka kahin ashna nahin dekha sivae us ke in ankhon ne kya nahin dekha ye log mana jo
le ke dil us shokh ne ik daagh siine par diya jo liya us ka evaz us se mujhe behtar