Mohabbat Ki Intiha Chahta Hun
mohabbat kī intihā chāhtā huuñ unheñ hāsil-e-ibtidā chāhtā huuñ use barmalā dekhnā chāhtā huuñ adab ai mohabbat ye kyā chāhtā
mohabbat kī intihā chāhtā huuñ unheñ hāsil-e-ibtidā chāhtā huuñ use barmalā dekhnā chāhtā huuñ adab ai mohabbat ye kyā chāhtā
hayāt-o-maut kā ik silsilā hai mohabbat intihā tak ibtidā hai maiñ kyā jānūñ ki bāb-e-tauba kyā hai abhī to mai-kade
jaise bhī ye duniyā hai jo kuchh bhī zamānā hai sab terī kahānī hai sab merā fasānā hai ik barq-e-siyah-mastī
koī me.ayār-e-mohabbat na rahā mere ba.ad har taraf aam haiñ ḳhāsān-e-vafā mere ba.ad silsila un ke sitam kā na rahā
nahīñ ye jalva-hā-e-rāz-e-irfāñ dekhne vaale tumheñ kab dekhte haiñ kufr-o-īmāñ dekhne vaale ḳhudā rakkhe tire ġham kā bahut nāzuk zamāna
vāraftagī-e-ishq na jaa.e to kyā kareñ terā bhī ab ḳhayāl na aa.e to kyā kareñ ḳhud sharm-e-ishq dil ko miTā.e
kuchh sila hī na milā ishq meñ jal jaane kā sham.a ne luuT liyā soz bhī parvāne kā zabt-e-fariyād kī
ishq-e-sitam-parast kyā husn-e-sitam-shi.ār kyā ham bhī unhīñ ke haiñ to phir apnā bhī e’tibār kyā ishrat-e-zīst kī qasam ishrat-e-musta.ār kyā
kisī ke naqsh-e-qadam kā nishāñ nahīñ miltā vo rahguzar huuñ jise kārvāñ nahīñ miltā qadam qadam pe tirī raah meñ
shauq ko be-adab kiyā ishq ko hausla diyā uzr-e-nigāh-e-dost ne jurm-e-nazar sikhā diyā aah vo bad-nasīb aah nāla-e-andalīb-e-āh merā fasāna-e-alam