Bar-E-Digar Ye Falsafe Dekhun
bār-e-dīgar ye falsafe dekhūñ zaḳhm phir se hare-bhare dekhūñ ye basīrat ajab basīrat hai ā.inoñ meñ bhī aa.ine dekhūñ zāviyoñ
bār-e-dīgar ye falsafe dekhūñ zaḳhm phir se hare-bhare dekhūñ ye basīrat ajab basīrat hai ā.inoñ meñ bhī aa.ine dekhūñ zāviyoñ
hameñ dekhā na kar uḌtī nazar se umīdoñ ke nikal aate haiñ par se ab un kī raakh palkoñ par
ab ujaḌne ke ham na basne ke kaT ga.e jaal saare phañsne ke tajraboñ meñ na zahr zaa.e.a kar siikh
chaal apnī adā se chalte haiñ ham kahāñ kaj-ravī se Talte haiñ zindagī be-ruḳhī se pesh na aa tujh pe
apnā bigḌā huā banāv liye jī rahe haiñ vahī subhāv liye shaam utrī hai phir ahāte meñ jism par raushnī
kaun kahtā hai Thahar jaanā hai rañg chaḌhnā hai utar jaanā hai zindagī se rahī sohbat barsoñ jaate jaate hī
bārishoñ meñ ab ke yaad aa.e bahut abr jo barse nahīñ chhā.e bahut jaane kis ke dhyān meñ Duubā thā
samā.at ke liye ik imtihāñ hai ḳhamoshī in dinoñ misl-e-bayāñ hai safar apne hī bhītar kar rahā huuñ mirā Thahrāv
jo hai chashma use sarāb karo shahr-e-tishna meñ inqalāb karo muskurāne kā fan to ba.ad kā hai pahle saa.at kā
hādsāt ab ke safar meñ na.e Dhab se aa.e kashtiyāñ bhī nahīñ Duubī na kināre aa.e ba.ad muddat ye jilā