Dekhe-Bhaale Raste The
dekhe-bhāle raste the phir bhī log bhaTakte the dariyā sahrā aur sarāb manzar saare phīke the ik sanjog kā qissa
dekhe-bhāle raste the phir bhī log bhaTakte the dariyā sahrā aur sarāb manzar saare phīke the ik sanjog kā qissa
vo chāñd thā bādaloñ meñ gum thā vo aks thā pāniyoñ meñ gum thā dastak kī sadā to aa rahī
bastī bastī ghor añdherā suunā suunā jaada thā shab ke pichhle-pahar kā sannāTā kuchh aur ziyāda thā sehn-e-chaman meñ ravish
yuuñ har ik dard kā saudā to nahīñ ho saktā maiñ tire shahr meñ rusvā to nahīñ ho saktā mere
jab bhī sāmān-e-sukūn-e-dil-o-jāñ hone lagā choT khaa.ī thī kabhī is kā gumāñ hone lagā ab tirī anjuman-e-nāz koī raaz nahīñ
afsāna-e-ġham yuuñ bhī dil-e-zār kahā hai ik baar jo pūchhā hai to sau baar kahā hai jo baat tirī bazm
yuuñ to vo mujh se sivā merā bhalā chāhtā hai jaane kyuuñ chāhtā hai mujh se vo kyā chāhtā hai
dil na de saath to ġham kaise sahā jā.egā ki usī ghar meñ ye sailāb-e-balā jā.egā ik musāfir hai vo
tire iltifāt kī baat thī tirī be-ruḳhī ke gile na the tujhe shāyad us kī ḳhabar to ho ki hamāre
baiThā huuñ apne gosha-e-uzlat meñ shaam se ḳhat likh rahā huuñ us ko baḌe ehtimām se māthe kī ye shikan