Mujhe Dariya Banana Chahti Hai
mujhe dariyā banānā chāhtī hai ye duniyā Duub jaanā chāhtī hai hamārī niiñd kī hasrat to dekho tumheñ takiya banānā
mujhe dariyā banānā chāhtī hai ye duniyā Duub jaanā chāhtī hai hamārī niiñd kī hasrat to dekho tumheñ takiya banānā
suukh jaatā hai har shajar mujh meñ kuchh duā.eñ haiñ be-asar mujh meñ jāntā hī nahīñ huuñ maiñ us ko
us ko kar ke salām rañg khule dhīre dhīre tamām rañg khule ḳhushk hoñToñ pe rakh ke aa.e hañsī kar
sun kar kitnī āñkheñ niklīñ ik patthar meñ sāñseñ niklīñ āñkhoñ se ik dariyā niklā dariyā se kuchh lāsheñ niklīñ
jab us kī tasvīr banā.ī jaatī hai saaya saaya dhuup milā.ī jaatī hai pahle us kī āñkheñ sochī jaatī haiñ
ik qadam uTh gayā ravānī meñ dard phir aa gayā kahānī meñ koī to chāñd ko sikhātā hai Dūbnā roz
musalsal dhuup se paalā paḌā hai hamārā jism tab kaalā paḌā hai hamāre jism pe kapḌe na.e haiñ hamārī ruuh
mire qadmoñ meñ duniyā ke ḳhazāne haiñ uThā luuñ kyā zamāna gir chukā jitnā maiñ ḳhud ko bhī girā luuñ
aañkh se taare TuuT rahe haiñ ḳhvāb hamāre TuuT rahe haiñ sābit haiñ ā.īne lekin aks hamāre TuuT rahe haiñ
terā sūraj aa.egā chhāñv uThā le jā.egā tujh se koī ā.īna kaise aañkh milā.egā mere ghar kā ḳhālī-pan tere naaz